Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Sadiq A.S. Jo wuzu ke bad kisi chiz se khushk(wipe) nahi karega aur aazae wuzu khud ba khud khushk ho jae(sukh jaye) to ose 30 nekiyon ka sawab milega. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. || 

Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated
Date: 4th November 2020          0-Star-Rating 0 vote(s)
Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated

Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq being celebrated from tonight.

Shia Muslims celebrate Eid Miladul Nabi and Milad of Imam Jafar Sadiq on 17th Rabiul Awwal as per Islamic lunar calendar.

Birth anniversary of Prophet Mohammad and Imam Jafar Sadiq However, they began celebrating the birth anniversary of Prophet Mohamad (PBUH) from 12th Rabiul Awwal under Muslim Unity Week.

In Pakistan, Shia neighbourhood illuminate to mark celebrations.

Specially, jubilant youth and children wear new clothes and use perfumes to celebrate the day like Eid.

Shia Islamic scholars highlight holy life of Prophet Mohammad (PBUH) and Imam Jafar Sadiq (AS) during their speeches on the occasion.

Moreover, Shia naat khwan recite naat and manqabat (poetry) to pay tributes and homage to God’s last Prophet Mohammad (PBUH) and Imam Jafar Sadiq (AS). The celebrations have begun from tonight (Tuesday).

However, people are observing safety measures under SOPs to save them from pandemic. Rabiul Awwal is a month that prove unity of Sunni and Shia Muslims due to their joint celebrations.

As part of the Eid Milad-un-Nabi (SAWW) celebrations, the government has decided to observe Ishq-e-Rasool (SAAW) Week.

Shia Islamic parties also host events to celebrate Eid Milad ul Nabi (PBUH) under Hafta Wahdat-e-Muslimeen or Muslim Unity week.

Rating
0 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment