Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. ||  Imam jafar Sadiq A.S.- Apni Aulaad ke nek naam rakho kyun ki qayamat me inhee naamo ke zariye pukara jayaga. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. ||  Imam Ali A.S.- ILM aisi khubsurti hai jo chipi(hidden) rehti aur aisa rishta hai jo munqata(disconnect) nahi hota. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. || 

Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Islamic Book Festival in India
Date: 10th January 2013          0-Star-Rating 0 vote(s)
Islamic Book Festival in India


The ongoing Vijayawada Book Festival at Swaraj Maidan has nearly removed this stumbling block, with publishers bringing Quran and other Islamic literature in Telugu and English.

Visitors to the fair are confronted with an abundant supply of Islamic literature that was absent a few years ago. Visit any of the three stalls, Shanti Margam Publications Trust (Stall No. 212, 213), Islamic Information and Educational Foundation (Stall No. 121), Telugu Islamic Publications Trust (Stall No. 82), at the book fair to get translations of Islamic literature.

The shopkeepers have displayed a wide range of titles on Islamic studies in Telugu and English. Rasool of Shanti Margam Publications says they brought more than 300 titles for the convenience of readers.

The celestial work, the holy Quran, is also much sought-after. It’s the fastest moving item on the shelves in the three stalls. There is a great demand for Quranic translations in English and Telugu, he says.

The holy Quran is sold for Rs. 150 while its marked price is Rs. 300. The most sought-after books include ‘Life and Works of Prophet Mohammed’, ‘Devudu okkade’ (There is only one God), ‘How to do namaz’?

'Parada enduku' (Why the Burkha), ‘Islam ugravadaniki vyatirekam’ (Islam is against terrorism), ‘Idiye Islam’ (this is Islam), ‘Success suktulu in Islam’, ‘Women in Islam’, ‘Quran and Science’ by Zakir Nayak, and ‘Nenu aaradhinche Islam’ by Malathi Chandur are a few other titles that are drawing the attention of visitors.

The shopkeepers say visitors are primarily interested in the Islamic religious texts. "People want their children to understand the scriptures,” says Md. Rafi of Telugu Islamic Publication Trust. "It came as a pleasant surprise to me that non-Muslims are getting more and more inclined towards Islamic works and want to know more,” he adds. 

Rating
0 vote(s)
Leave a comment
* Name * E-Mail
 
CAPTCHA Enter the characters as seen on the image (case insensitive)
* Comment