14masoomeen
Home
About Masoomeen
Hazrat Mohd Mustafa (PBUH)
Fatima (salam ullah Alaiha - s.a.)
Imam Ali (A.S.)
Imam Hasan (A.S.)
Imam Husain (A.S.)
Imam Zainul Abideen (A.S.)
Imam Mohd Baqar (A.S.)
Imam Jafar Sadiq (A.S.)
Imam Musa Kazim (A.S.)
Imam Ali Raza (A.S.)
Imam Mohammad Taqi (A.S.)
Imam Ali Naqi (A.S.)
Imam Hasan Askari (A.S.)
Imam Mahdi (Imam-e-Zamana) (A.S.)
Our Services
Matrimonial Service
Job Service
Our Organisation
Imamiya Committee
Contact Us
Our Mission
Months
Muharram
Safar
Rabi-Ul-Awwal
Jamadi-Us-Sani
Jamadi-al-Awwal
Rabi Us Sani
Rajab
Shaban
Ramzan
Shawwal
Zeeqad
ZilHijjah
Articles
Articles of Masumeen(a.s)
Weekly Articles
Links
Live Broadcast
Photo Gallery
Video Gallery
Feedback
Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. || Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. || Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. || Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. || Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. || Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. || Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. || The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 || Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. || Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. || Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. || Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. || Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki || Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. || Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'. || S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. || Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 || Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta || Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. || Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||
Redirecting to Log Out...