14masoomeen
Home
About Masoomeen
Hazrat Mohd Mustafa (PBUH)
Fatima (salam ullah Alaiha - s.a.)
Imam Ali (A.S.)
Imam Hasan (A.S.)
Imam Husain (A.S.)
Imam Zainul Abideen (A.S.)
Imam Mohd Baqar (A.S.)
Imam Jafar Sadiq (A.S.)
Imam Musa Kazim (A.S.)
Imam Ali Raza (A.S.)
Imam Mohammad Taqi (A.S.)
Imam Ali Naqi (A.S.)
Imam Hasan Askari (A.S.)
Imam Mahdi (Imam-e-Zamana) (A.S.)
Our Services
Matrimonial Service
Job Service
Our Organisation
Imamiya Committee
Contact Us
Our Mission
Months
Muharram
Safar
Rabi-Ul-Awwal
Jamadi-Us-Sani
Jamadi-al-Awwal
Rabi Us Sani
Rajab
Shaban
Ramzan
Shawwal
Zeeqad
ZilHijjah
Articles
Articles of Masumeen(a.s)
Weekly Articles
Links
Live Broadcast
Photo Gallery
Video Gallery
Feedback
Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. || Hazrat Mohammad Mustafa Saww- Jo KHANA khakar ALLAH ka shukr ada karta hai wo unke jaise hai jinho ne ROZA rakha aur sabr kiya. || S.47, A.7: Ay imanwalo agar tum ALLAH(k deen) ki madad karoge to wo tumhari madad karega aur tumhe sabit qadam rakhega. || Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. || Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. || Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'. || Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. || Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. || The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 || Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Agar koi chahe ke uski DUA qabool ho to woh HARAM KHANA aur HARAM KAMAI se parhez kare. || Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. || Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. || Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. || Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. || S.7, A.20 : Logo Quran Padha jaye to dhiyaan se suno aur khamosh raho taaki tum par reham kiya jaye. || Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar || Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki || Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 || Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. || Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||
Photo Gallery List
Kaaba
Hazrat Mohammad Mustafa (SAWW)
Imam Ali (A.S.)
Hazrat Fatima (salam ullah Alaiha - s.a.)
Imam Hasan (A.S.)
Imam Husain (A.S.)
Imam Zainul Abideen (A.S.)
Imam Mohammad Baqar (A.S.)
Imam Jafar Sadiq (A.S.)
Imam Musa Kazim (A.S.)
Imam Ali Raza (A.S.)
Imam Mohammad Taqi (A.S.)
Imam Ali Naqi (A.S.)
Imam Hasan Askari (A.S.)
Imam Mahdi (Imam-e-Zamana) (A.S.)
Ayatollah
Imam Mohammad Taqi (A.S.)
No Record Found
Copyright © 2008-2025 14 Masoomeen Site Developed by
John Rizvi