Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Ali A.S.: silence is the best reply to a fool. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW-Agar Koi MUSALMAAN ko milawat wala MAAL bechta hai wo humme se nahi hai. QAYAMAT ke din wo YAHUDIYO ke sath uthaya jayega. ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  Imam Sadiq A.S. Naye Kapde pehante waqt LA ELAAHAA ILLALAH MUHAMMDUR RASULALLAH padho taake tum aafato se najat pao aur khush raho. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Ali A.S.- Apne Bacchon ko NAMAZ sikaho aur jab baligh ho jaye to unko NAMAZ padhne par majboor karo. ||  Hazrat Mohammad Mustfa SAWW- Maa Baap ki nafarmani wo gunah hai ki aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Jafar Sadiq A.S.- Jo Mohtaj Momin ko Khana khilaye to aisa hai ke usne Hazrat Ismail ki Aulad me se 100 admiyo ko QATL se bachaya. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Hazrat Fatima (salam ullah Alaiha s.a.)
Luminous Points in the Life of  FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Luminous Points in the Life of FATIMA AL-ZAHRA (A.S)
Talking about any aspect or any stage in Fatima's life cannot be separated from those whom she lived with, or from the virtues and qualities that made Fatima and the people who constituted her closest...More
May 13, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
21318 Views

Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Before birth talked to her mother a lyrical tribute to Hazret Zahra (AS)
Sayeda-tu Nessa-el Aalameen, or the Mistress of the women of the world, Hazart-e Fatemah Zahra (S.A) was the dear daughter of the Prophet Mohammad (S.W). She was born on 20...More
February 16, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
9802 Views

Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Hazrat Fatimahs sermon after Fadak was snatched
Praise be to Allah for that which He bestowed (upon us); And thanks be to Him for all that which He inspired; and commended in His Name for that which He Provided: Form prevalent favors which He creat...More
January 19, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
8596 Views

Mourning for Zahra (pbhu)
Mourning for Zahra (pbhu)
In the middle of the night, the cry of a hopeless sorrow flew out of this house. And then some more... The women from the Ghorayche tribe, especially those from the Bani Hashem tribe, came out of th...More
November 28, 2010
4-Star-Rating 2 vote(s)
6980 Views