Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT ||  Imam Mohammad Taqi A.S.- Jo meri phuphi(aunty) MASUMA-E-QUM S.A. ki qabr ki ziyarat kare uske liye Jannat hai. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Sajjad A.S.- Jhooti Qasam se mall barbaad ho jaata hai aur karobar me barkat khatm ho jaati hai. ||  Imam Sadiq A.S.- Jo Quran ki tilawat dekh ke kare to uski annkhon ki roshni mazbut hogi aur uske waledain ke gunah maaf honge, chaahe wo kafir hi kyun na ho. ||  The Holy Prophet Mohammad s.a.w.w said :Train your children in three things :thelove of your Prophet ,the love of his progeny i.e AHLULBAYT and recitation of the Quran....Al -Jami-ul-saghir vol 1 p14 ||  Daman E Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Sakta, Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Sakta, Bughz E Haider Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi, Aab-E-Zum Zum Bhi Jise Pak Nhi Kr Sakta ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Hazrat Mohammad SAWW- 4 cheezen insaan ki khush nasibi hai Nek Dost, Nek Aulad, Uski Biwi ki soch uske jaisi ho aur uska Rozgar uske apne shehar me ho. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Imam Ali A.S.-Haaya(Sharm) bure kaamo se rok deti hai. ||  Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai To Yaad Diladunga Jung Haider-E-Karrar Ki ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Imam Zainul Abideen (A.S.)
The fourth Imam Ali Ibn el Hussain, Zainul Abedeen (AS).
The fourth Imam Ali Ibn el Hussain, Zainul Abedeen (AS).
When the young Ali took the mantle of Imamat, times were hard on the Ahlulbayt of the Prophet. His is the saddest story of all time. On the 10th of Muharram at the time of Asr Prayers, when his fath...More
December 22, 2011
4-Star-Rating 6 vote(s)
14201 Views

Martyrdom Anniversary of Imam Zayn al-Abidin(A.S.)
Martyrdom Anniversary of Imam Zayn al-Abidin(A.S.)
The Fourth Imam Ali ibn Al-Husayn Zaynal-Abidin(A.S.) Mother: Shahr Banoo daughter of Iran's lastSasanid emperor Yazdjerd IIIKunniyat (Patronymic): Abu al-HasanLaqab (Title): Zayn al-'Abidi...More
December 22, 2011
0-Star-Rating 0 vote(s)
84866 Views

Maxims of Imam Zayn-ul Abideen (AS) on Tragedy of Karbala
Maxims of Imam Zayn-ul Abideen (AS) on Tragedy of Karbala
Once a man came to Imam Ali Ibn al-Husain Zayn-ul Abideen (AS) and said that years have passed on Karbala Tragedy but you still weep. You should stop weeping now. You and y...More
August 24, 2010
5-Star-Rating 1 vote(s)
11156 Views