Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar Ki Mujko Hussain Ibn-E-Ali Ne Yeh Naseehat Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar ||  Hazrat Mohammad SAWW- Sona(Gold) aur Resham meri ummat ki Aurto ke liye Halal hai aur Mardo ke liye Haram hai. ||  Imam Ali A.S.- Bhook aur Bimari ek jagah jamaa nahi ho sakti. ||  Imam Ali A.S. : If there was another god he would have sent you his prophets. ||  Wo Jis Ne Apny Na Na Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Supard-E-Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat Ka Jaam Us 'Hussain Ibne-Ali' Par Lakhon Salam ||  Hazrat Mohammad SAWW- Jab kabhi koi Faqeer raat ke waqt darwaze par dastak dekar(aakar) kuch maange to kabhi bhi oose thukrana nahi. ||  Imam Ali A.S. Se Poocha gaya ke Sharif kaun hai? AAP ne farmaya 'Jo Kamzor ke saath INSAAF kare'.  ||  Nahjul Balagha: Certainly, the Quran is wonderful in its outward form, and its inner meanings are profound. ||  Imam Mohammad Baqir A.S.- Wo ko WUZU karte waqt ek baar AYATUL QURSI padhe to ALLAH uske 40 saal ki ibadat ka sawab dega, 40 darjat buland karega, 40 huron se shadi karega. ||  Imam Baqir A.S. Agar koi Momin ke liye dua karta hai to farishte ALLAH se uske liye dua karte hai aur farishton ki dua ALLAH jald qubul karta hai. ||  Imam Ali A.S. Kamzor par zulm karna badtareen zulm hai. ||  Imam Ali a.s ne farmaya: Gunah aik Aisa Marz Hai Jiski Dawa Astaghfar Hai Aur us Gunah ko Na Dohrana uski shifa Hai: Ref: Tajaliat-e-Hikmat Page 205 ||  Imam Ali A.S.- Jis Din Insaan koi Gunah na kare, wo din uske liye EID ka din hai. ||  Imam Ali A.S.-Jehalat(ignorance) har buraai ki jad(root) hai, jehalat aakherat ko barbbad kar deti hai. ||  Imam Ali A.S.- Jo ISTEKHARA karega woh kabhi hairan nahi foga aur jo mashwara(advice) lega kabhi pareshan nahi hoga. ||  Imam Ali A.S.- Jab tak tumhe kisi kaam ka TAJURBA/EXPERIENCE na ho jaye tab tak kisi bhi tarah ka qadam mat utahao. ||  Imam Ali A.S.- Apne bacho ka naam paida hona se pehle rakho. ||  Hazrat Mohammad SAWW- Maa-Baap ki nafarmani wo gunah hai ke aadmi ki zindagi hi me ALLAH usko marne se pehle saza deta hai. ||  Hazrat Mohammad Mustafa SAWW- Jo Behtrain tarike se KHANA-E-KAABA ka TAWAF kare aur 2 rakat namaz padhe ALLAH uske pichle Gunah maaf kar dega. ||  Imam Mehdi ATFS- Jab ALLAH SAWW se koi DUA maango to pehle MUHAMMAD WA AALE MUHAMMAD par DURUD(Salwat) bhejo phir apni dua talab karo/maanogo. SALWAT || 

Post Article

Post Your Articles

Weekly Poll

What in today's world can be met by Imam Mehdi (A.J.) [Imam-e-Zamana]


Yes
No
Can't Say
 
View Previous Poll
Hazrat Mohammad Mustafa (SAWW)
17th Rabi al-Awwal Birth Anniversary of Prophet Muhammad and Imam Sadiq (PBUT)
17th Rabi al-Awwal Birth Anniversary of Prophet Muhammad and Imam Sadiq (PBUT)
  On the auspicious, happy and joyous occasion of Id Milad un-Nabi(S.A.W.) and the Birthday Anniversary of Imam Jafar al-Sadiq(A.S.) we extend our Happy and Heartiest Greetings and Felicitations...More
January 29, 2013
5-Star-Rating 1 vote(s)
24517 Views

The Start of the Sacred Mission of Holy Prophet Muhammad (S.A.W.)
The Start of the Sacred Mission of Holy Prophet Muhammad (S.A.W.)
  Imam Hasan al-Askari (A.S.) has narrated from his father that, said: “When the Messenger of Allah (S.A.W.) concluded his trade with Syria and gave as charity all of what Allah bestowed u...More
September 14, 2011
2-Star-Rating 1 vote(s)
13793 Views

Last words of Prophet Mohammad (s)
Last words of Prophet Mohammad (s)
In memory of the demise of Prophet Mohammad (peace be upon him) and his -grand child -Imam Hassan's (peace be upon him) on 28th day of Safar... Historians mentioned that the generous prophet (peace b...More
May 11, 2010
4-Star-Rating 3 vote(s)
10548 Views

Love for Ali ibn Abi-Talib (AS) in Prophet (S) words
Love for Ali ibn Abi-Talib (AS) in Prophet (S) words
The Prophet of Islam Muhammad Al-Mostafa (Peace be on him and his holy progeny) said regarding love for Imam Ali b. Abi Talib (peace be on him): ?The love of Ali ibn Abi-Talib is a tree whose ro...More
March 17, 2010
5-Star-Rating 2 vote(s)
15722 Views